Noor e Ilahi aur Allah ki ni’matein Kasnazani raaste ke zariye

Raah-e-Qadiri Kasnazani – Allah ki ni’maton aur Roohani Sukoon se judnay ka ek zariya

Yeh website Hazrat Al Shaikh Abdul Qadir Al Gilani (Qaddas Allahu Sirrah) ke chaahne waalon ko aur un tamaam logon ka khairmaqdam karti hai jo Tasawwuf aur Irfan ko apne roz marra ki zindagi mein istemaal karne ki koshish karte hain. Iss platform ke zariye aap tariqa, zikr, roohani safar ke akhlaqiyat aur yeh jaan sakte hain ke woh kis tarah Imaan mazboot karne, Allah ki mohobbat haasil karne, afsurdagi par qaabu paane, aur rizq aur barkat mein izaafa karne mein apna kirdaar ada karte hain.

Tariqat kya hai?

Tariqat, hidayat ka rasta aur Qur’an-e-Kareem aur Sunnat-e-Paighambar-e-Akram (Sallallahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wasallam) ka tareeqa hai, jise…

Shaikh e Tariqat

Darjaa e Shaikh dar Tariqat e Qādirī Kasnazānī ahl e tariqat ke nazar mein ek asmani intekhāb aur ta’yīnī martaba hai, jo sirf Allah ke hukm…

Zindagi mei Tariqat Ke Faide

Aaj kal bohot se log har roz neend se uthte hain, apni naukri ya kaam par jaate hain, aur phir rozmarra ki pareshaaniyon aur masail mein…

Tariqay me kaise daakhil ho?

Ṭarīqat līnā bay‘at aur ta‘ahhud kē zaryē kiyā jātā hai. Yē kām ḥāz̤irī tor par yā telephone, WhatsApp aur dīgar internetī rabṭōn kē zaryē bhi kiyā jā sakta hai.

Apni roohani safar ka aghaz muft karein aur apni zindagi mein musbat (positive) tabdili laayein – abhi hum se raabta karein.

Azkar-e-Tariqat

Aaj kal bohat se log ruhi aur nafsiati mushkilat jese ke udasi, gham, gussa, hasad aur iztirab ka shikar hain. Ye na-khawandah sifaat bohot dafa…

Tariqat ki Hidayatain

Aey Haqiqat ke Talashgar, Hamari roz marra zindagi zimmedariyon aur beshumar masroofiyaton se bhari hoti hai. Is masroof duniya mein…

Itikaf aur Khalwat

Itikaf aur khalwat ek aisa tareeqa hai jo rooh ki safai aur Allah ke qurb ka zariya hai. Khalwat nasheeni ka matlab ek aarzi tanhai hai…

Tariqe Ki Aalami Amdadi Committee

Ek jāme’ aur ilhām-bakhsh platform ke taur par qāyam kiya gaya hai, jisse tamam woh afrad jo tariqat ki himāyat mein dawat-e khidmat ko qabool karna chahte hain, ek saath mil kar mu’assir kirdār ada kar sakein.

Mazeed maloomaat ke liye, tareeqat mein shaamil hone ki darkhwast ke liye, ya kisi bhi sawaal ya mashwarey ke liye jo Qadiri Kasnazani Tareeqat ke muta’aliq ho, bejhijhak hum se raabta karein.

Tariqat ke baarey mein mazeed maloomat hasil karne ke liye neeche diye gaye form ko bharen.

lead form (popup)-ur

"*" indicates required fields

Naam